Pages

Government job information click onClick Here Click Here!

Independence Day Shayari In Hindi

Desh bhakti shayari,aajadi shayari,gantantra shayari,republican day shayari,Independence day shayari, desh shayari, azadi shayari,vir javan shayari

Desh bhakti shayari

 

🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Gunj raha he vishvme bharat na nagada,
Chamak raha he aasman me desh ka sitara,
Aajadi ke din aao milke kare ye dua ye,
Ki bulandio par lahrata rahe ye tiranga.


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Naa maro apni bevafa sanam ke liye,
Do gaj jamin nahi milengi dafan hone ke liye,
Agar marna hi he to maro apne vatan ke liye,
Hasina bhi khushise dupatta utar dengi kafan k liye.


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Kyu marte ho yaaro sanam bevafa k liye,
Jo kahi nahi dengi apna dupatta kafan k liye,
Agar marna he to maro apne vatan k liye, 
Kamse kam tiranga to mill jayenga kafan k liye.


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Chalo feer se khudko jagate he,
Anushashnka danda fir ghumate he,
Sunhera rang he gantantra svatantrata kaa, 
Sahido k lahu se aese sahido ko ham sar jukate he.


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Sanskar our sanskruti ki shan mile aese,
Hindu muslim our hindustan mile aese,
Ham mil jul ke rage aese ki,
Mandirme allah our manjidme ram mile jaise.


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Mere desh ka maan yuhi banaye rankhunga,
Dill to kya jaan bhi is par nisavar kar dunga, 
Agar mile ek bhi moka desh k kam kar aaneka,
Toh bina kafan k hi desh k liye so jaunga.


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Vatan hamara hisal he mahobbat ki,
Todta he divale nafarat ki,
Ye meri khush nashibi he jo mili jindgi is chaman me,
Or koi bhula naa sake khushbu iski sato janam he.


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Aajadi ki kabhi sham naa hone denge,
Shahido ki kurbani badnam naa hone denge,
Bachi ho jo ek bund bhi lahu ki,
Tab tak bharat mataka aachal nilam nahi hone denge.


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Itni si baat havao ko bataye rakhna,
Roshni hongi Sirago ko bataye rakhna,
Lahu lekar ki he jiski hifajat hamne,
Aese tirange ko dill me hamesha basaye rakhna.


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Kuch nasha tiranga ki aan kaa he,
Kuch nasha matru bhuli ki maan kaa he,
Ham lahrayenge har jagah tirnge ko,
Aesa nasha kuch hindustan ki shaan ka he. 


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Bhul n jaana bharat maa k saputo ka balidan,
Is din k liye jo huye the haskar kurban,
Aazadi ki ye khusiya mankar lo ye shapat, 
Ki banayenge desh bharat ko or bhi mahan.


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Naa hindu bankar dekho, 
Naa muslim bankar dekho, 
Beto ki is laday me,
Dukh bhari bharat maa ko dekho. 


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
De salami is tirange ko
Jis se teri shan he, 
Sar hamesha ucha rakhna iska
Jb tak dill me jaan he.


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Vatan hamara aesa he ki koi chhod paye na, 
Rishta mahara aesa he ki koi tod paye na, 
Dill hamara aesa he ek hamari jaan he, 
Hundustan hamara he or ham iski shan he. 


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Ganga yamuna yaha narmda, 
Mandir majjid k sang girja, 
Shanti prem ki dena shiksha,
Mera bharat sada sarvda.


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Khus nashib hote he vo log jo is desh par kurban hote he,
Jaan java kar bhi vo log amar ho jata he, 
Karte he salam un desh premiyo ko, 
Jiske karan is tirange ka maan hota he.


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Aajad bharat k laal he ham, 
Aaj shahido ko salam karte he ham, 
Yuva desh ki shan he ham, 
Akhand bharat ka sankalp he ham. 


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Kimmat karo shahido ki, 
Vo desh par kurban huye, 
Sirf do dino ki mohtaj nahi he desh bhakti, 
Nagriko ki ekta hi he desh ki asali shakti. 


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Mohabba ka dusara nam he mera desh, 
Aneko me aekta ka pratik he desh mera, 
Chand gero ki sunna muje gavara nahi, 
Hindu mushlim sabhi kala pyara he mera desh. 


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Jaha prem bhasha he sarvopari,
Jaha dharm ki aasha he sarvopari,
Aesa he mera desh hindustan jaha, 
Desh bhakti ki bhavna he sarvopari. 


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Jb aakh khule to dharti hindustan ki ho, 
Jb aakh bandh ho to yaade hindustan ki ho, 
Ham mar bhi jaye to koi gam nahi lekin, 
Marte vakt mitti hindustan ki ho. 


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Nasha he muje is titange ki aan me, 
Basa he mera dill is dharti ki jaan me, 
Shak ho koi man me to dekh lena,
Kal bhi the kal bhi rahenge isi hindustan me.


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Tiranga koi vastra nahi bharat ki shan ka,
Har ek hindustani ka yah hindustan he, 
Yaha ki ganga yahi ka himalay chikh raha he, 
Naam matra nahi ye hamare dilo ka svabhiman he. 


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Kuch baat he ki hasti mitati nahi hamari, 
Sadiyo raha he dushman dour ae jaha hamara, 
Majhab nahi shikhata aaps me bair rakhna,
Hindi he ham vatan k hindustan hamara. 


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Sarfrosi ki tammana ab hamare dill me he, 
Dekhna he jor kitana he baju ae katil me he, 
Vakt aane de bata denge tuje ae aasma,
Ham abhi se kya bataye kya hamare dill me he.


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Chingari aajadi ki sulgi mere jasra me he, 
Inklab ki jvalaye lipti mere badan me he, 
Mout jaha jannat ho ye baat mere vatan me he, 
Kurban ka jajba jinda mere kafan me. 


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Chalo fir se aaj vo najara yaad kar le,
Shahido k dil me thi vo jvala yaad karle, 
Jisme bahkar aajadi pahuchi thi kinare pe, 
Desh bhakto k khun ki vo ghara yaad kar le. 


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Lade jang voro ki tarah, 
Jab khun khoal folad hua, 
Marte dam tak date rahe vo, 
Tab hi to desh aajad hua. 


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Chuma tha viro ne fasika fanda,
Yu hi nahi mili thi aajadi kherat me.


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Dilo ki nafarat ko nikalo, 
Vatan k is dushman ko maro, 
Ye desh he khatreme ae mere ham vatan, 
Bhaeat mata k sanman ko bacha lo. 


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Desh bhakto se hi desh ki shan he,
Desh bhakto se hi desh kaa man he,
Ham uch desh k phool he yaro,
Jis desh ka naam hindustan he.


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Gukam bane is deah ko aajad tumne karaya he, 
Surkahit jivan dekar tumne karj apna chukaya he, 
Dill se tumko jaman he karte, 
Ye aajad vatan jo dilaya he. 


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Is desh k rakhvale he ham, 
Sher ae jigar vale he ham, 
Mout se ham nahi darte, 
Nout ko baho me pale he ham.


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Aadhikar milte nahi liye jate he, 
Aajad he magar gulami kiye jate he, 
Vandan karo us senanio ko, 
Jo mout k aachal me jiye jaate he. 


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
Isq to karta he har koi, 
Mahbub pe to marta he har koi, 
Kabhi vatan ko mahbub bana k dekho, 
Tuj pe marega har koi. 


🇮🇳 JAY HIND JAY BHARAT 🇮🇳
******
******
Independence Day Shayari

Post a Comment